kis baat ki shohrat hai,
ki tumne kya bahut kuch dekha bahut kuch saha....
Kush naseeb samjoge apne aap ko,
Jab duniya janoge aur pata lagega ,
Kaha kaha par kya kya logo ne saha....
Itna mat itrao apni nakamyabiyon aur Zakhmo pe,
Tumhe kya khaber is duniya me logo ne kya kya dekha aur kya kya saha...
For, Jews in Germany, Palestinians in Gaza, Syrians, 1947 Partion of India, Africans and Humanity all around.
No comments:
Post a Comment