Ye jo hi nazrana,
shukr allah ka hi hum mukammal hue,
wo gulab see, jannat se aayee hue (Filza)
ki hum bhi aulade adam hue.
Tu yeh jo keh k chal diya, Bas aattee hi,
hum muskura ke gam sah gaye aur kar rahe hi intazar,
tere har zaban ko wada samajha,
tere har wada ko kasam,
Yeh sab kehte rahe ki to wafa nahi,
aur yeh hamara yakin ki tu bewafa nahin,
gar roothe ho to man jao, aur,
ab to aa ja ki abhi bi hum tumse khafa nahin.