Thursday, October 20, 2011

Mere aane pe jo tabassum aa raha hi,
ye kushi kah rahee hain ya koi gum chupaya ja raha hi,

Ye hairat bharee tere aankhe
ye kya keh rahi hi...

Aaj yaha kaisee aagye ho,
ya kyon aa gaye ho..

Dekh ke tere ye kaifiyat,
aAb ehsase jurm ho raha hi,

Tujse milne ki chahat, tujhe dekhne ka junoon,
aur ab kya kya karvayngee,

Deewana to to bana hi diya hi,
beshaque hi, ab mujrim bhi banwaynge.



No comments:

Post a Comment